(adsbygoogle = window.adsbygoogle || []).push({});

Wednesday, 15 March 2017

Usay meri chup ne rula diya poetry

One of my most fav ghazal.. Usey apnay ferda ki fikr thi woh jo mera waqif-e-haal tha Woh jo us ki subh-e-urooj thi wohi mera waqt-e-zawaal tha Kahan Jao Ge Mujhe Chhor Ker Main Ye Pooch Pooch Ke Thak Gaya Wo Jawaab Mujh Ko Na De Saka Wo To Khud Sarapa Sawaal Tha Meri Dard Kese Wo Jaanta Meri Baat Kese Wo Maanta Wo To Khud Fana Ke Safar Main Tha Usay Rok'na Bhi Muhaal Tha Wo Jo Us Kay Samnay Aa Gaya, Wohi Roshni Main Naha Gaya Ajab Us Ki Haybat-e-Husn Thi, Ajab Us Ka Rang-e-Jamal Tha Dam-e-Wapsi Usay Kia Hua, Na Wo Roshni Na Wo Taazgi Wo Sitara Kesay Bikhar Gaya, Wo To Apni Misal Aap Tha Wo Mila To Sadyon Ke Baad Bhi, Meray Lub Pe Koi Gila Na Tha Usay Meri Chup Ne Rula Dia , Jisay Guftugoo Main Kamal Tha Meray Sath Lag Kay Wo Ro Diya, Mujhe Faqat Itna Wo Keh Saka Jisay Janta Tha Main Zindagi, Wo To

No comments:

Post a Comment